Marriage Certificate || विवाह प्रमाण पत्र || Detail , Document , Process || Balaji online services

विवाह पंजीकरण (Marriage Certificate) Complete Guide

Balaji Online Services - "ONE PLACE FOR YOUR NONSTOP SOLUTION"

✨ Marriage Certificate ke Fayde (Uses)

  • Passport: Spouse ka naam passport mein judwane ke liye zaroori.
  • Banking: Joint account khulwane ya nominee badalne mein sahayak.
  • Visa: Videsh jane ke liye Marriage Certificate ek anivarya dastavez hai.
  • Social Security: Sarkari yojnaon aur insurance claim mein kaam aata hai.
  • Legal Proof: Vivaah ka ekmatra kanooni praman (Legal Proof).

📋 Required Documents (आवश्यक दस्तावेज)

1. Var-Vadhu (Bride/Groom):
- Aadhaar Card (Both)
- Jan Aadhaar Card
- Age Proof (10th Marksheet/Birth Certificate)
- Passport Size Photo (Both)
2. Witness (Gawah):
- Two Witnesses (2 Gawah)
- Witnesses' Aadhaar Card
- Witnesses' Passport Size Photo
3. Other Details:
- Marriage Invitation Card (Kankotri)
- Combined Wedding Photo
- Pandit Addhar Card
3. OFFLINE FORM :

📄 Online Application Process (आवेदन प्रक्रिया)

1. Sabhi zaroori documents lekar hamare center par aayein.
2. Pehle online form bhara jayega.
3. Form bharne ke baad ek print-out milega jis par Var-Vadhu aur Gawahon ke sign honge.
4. Is form ko apne Gram Panchayat / Nagar Palika mein jama karwana hoga.
5. Registrar ki verification ke baad aapka certificate online jari kar diya jayega.

📥 Download Form & Track Status

*Marriage registration shaadi ke 30 din ke andar karwana anivarya hai.

BALAJI ONLINE SERVICES

E-MITRA/CSC | FLIGHT , TRAIN TICKET BOOKING | BANKING SERVICE |

📞 +91-9414350535